Translate

Friday, February 24, 2012

दफ्तर है आसमान, चांद तुम एक कर्मचारी हो।
पंद्रह दिनों तक कंटते छटते घटते रह जाते हो।
बाद पंद्रह दिनों के कृष्ण पक्ष में खो जाते हो ।
नौकरी के पहले दिन जैसे पूनम हो जाते हो।
वेतन के दिन जैसे चांदनी बिखराते निकलते हो।
चांद तुम एक कर्मचारी हो.....
ख़बर तुम साबुन हो
चीनी हो माचिस हो
बाज़ार में बिकती हो
सरकार में बनती हो
ख़बर तुम दुकान हो
दलिया हो बादाम हो
साहूकार की गिरवी हो
सरकार की जिगरी हो
ख़बर तुम धंधेबाज़ हो
दलालों की हलाल हो
हलालों का मलाल हो
ख़बर तुम मालामाल हो
Usi Ko Apne Dil Mein Basaya Aur Basaya Kuch Bhi Nahi,
Jidhar Dekha Udar Wo Nazar Aaya Aur Nazar Aaya Kuch Bhi Nahi,
Duniya Walon Ne Bewajha Badnaam Kar Diya Mujhe,
Maine Bas Uska Dil Churaya Aur Churaya Kuch Bhi Nahi,
Bas Ek Usi Ko Nahi Khona Chahte Thhe Hum Lekin,
Humne Bas Usi Ko Gwaya Aur Gwaya Kuch Bhi Nahi,
Wo Jisko Yaad Kiye Beghair Sote Nahi Thhe Hum,
Usne Bas Humein Hi Bhulaya Aur Bhulaya Kuch Bhi Nahi.

mei us shararati umar se bada paata hu

jis mali ke mei aam churata tha,
aksar use apne peeche bhagata tha,
use chida-2 kar aam khata tha,
uski shikayyat pe maar khata tha,
aaj wahi mali mere ghar mei aata hai,
ek do nahi tokri bhar aam de jata hai,
per sach kahu apne dil ki baat yaaro,
wo swaad nahi aaj in aamo mein.
aaj bhi bachpan ki tarah bagiya se aam chura kar khana chahata hu,
per kya karu aaj khud ko mei us shararati umar se bada paata hu

waqt mila toh sochengey

kyun tu achaa lagti hai waqt mila toh sochengey
tujhme kya-kya dekha hai waqt mila toh sochengey
sara sehar sana-saii ka daavedaar toh hai lekin
kaun hamara apna hai waqt mila toh sochengey
or hamne usko likha tha kuch milne ki tadbeer karo
usney likh k bheja hai waqt mila toh sochengey
or mausam khushbu baade saba chand shafak or taron may
kaun tum tumhare jaisa hai waqt mila toh sochengey
yaa toh apney dil ki maano ya fir duniyaa walon ki
mashawara uska achaa hai waqt mila toh sochengey
kyun tu achaa lagta hai

Dard Kya Hota hai

Dard kia hota hai batayein Gay kisi roz
Kamal ki Ghazal tum ko sunayein Gay kisi roz

Thi un ki zid k main jaaoun un ko manane
Mujh ko ye veham tha wo bulayein Gay kisi roz

kabi b maine to socha b nahi tha
Wo itna mere dil ko dukhayein Gay kisi roz

Har roz Sheshay se yehi poochta hoon main
Kia rukh pe tabassum sajayein Gay kisi roz

Urney do in parindon ko azaad fizaon mein
Tumhare hon agar to lout AAyein Gay kisi roz..!!

दुख है:

दिल की बेखुदी हमे उसी मुकाम पर छोड़ जाती है,
जिन रास्तो की ठोकरों पर हमे चलना नही आता!!
जिंदगी कोई कमी नही छोडती,हमे अजमाने में,
उसकी अजमाइश में नुमाइश बनना हमे नही आता!!

ऐसे जियो-वैसे जियो,ऐसे रहो-वैसे रहो,सब बताते है,
पर में नही समझूंगा,ये इन सब को समझ क्यों नही आता!!
मुझ से आस लगाये बैठे है लोग,कुछ और हु लोग बताते है,
जरा उन्हें जाकर समझाए कोई,हमे उनके हिसाब से जीना नही आता!!

पैसो से तुलता हुआ मुझे भी देखना चाहते है,
पर दौलत के लिए जीना छोड़ देना मुझे नही आता!!
इन्सान हु इन्सान रहने दो मुझे,सब बोलते है,
पर इंसानों को इंसानों के हिसाब से जीने देना इंसानों को नही आता!!